Age: 44
6568 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
SupidGuy said:
Rehan M Din said:
Fragi bhai ap ka andsha darust ho sakta hai...
hamaray aik relative UK mai settle hain... unhon nay bataya keh 9/11 kay baad UK mai kuch Muslims / Pakistani pakray gae jo UK sai Pakistan pesay bhejtay thay... aur madrison mai bhejtay thay... Zakat ya Qurbani ya phir Fitrana waghera k liye... pesay bhejnay per koi problem nahi thi... per MADRISAY ziada highlight ho rahay thay... iss liye security walon ko takleef howi... aur uhain pakar kar lai gae...
May be yahan per bhi aisi koi situation ho...
Yaar Rehan!!!!
kya ho gya hai tumhain??
Taalibaan are Arabs (mostly)
Madrisay tu aise hi KHOO KHATAY mai band ho rahe hein!!!!!
sarkaar... i know it... i havn't said keh madrisay involve hain... sirf America ki soch involove hai... Muslim ko kisi na kisi jagah phansae rakhnay ki... according to Americans point of view jihadi giroh yahi madrisay bana rahay hain.. jab keh haqeqat mai aisa nahi hai... Jahan per bhi zulm kay baad mazloom ko dabanay ki koshish ki jae gi... wahan per kuch arsay baad aisay hi nataij baramad hon gay...
isi liye bahar kay mumalik sai jo bhi in madrison mai kisi bhi mad mai paisay bhejta hai... woh dharrr lia jata hai...
Jahan per bhi zulm kay baad mazloom ko dabanay ki koshish ki jae gi... wahan per kuch arsay baad aisay hi nataij baramad hon gay...
Age: 44
6568 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
move karnay ka sirf aik option tha... ap to serious hi lai gai...
inkaar nahi is baat sai keh saat samundar paar walay bhi rabtay mai hotay hain... lekin kya roz ghanton ka milna aur haftay mai 3~4 baar phone per baat hona kabhi barabar ho sakta hai?????
Age: 44
6568 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rapunzel said:
Rehan M Din said:
is baat sai ham nay kab inkar kia hai... baat halat ka insaan per control hona ya insaan ka halat per control hona ki howi thi... hurdles apni life mai koi bhi jaan boojh kar nahi lata...
is topic ko serious corner mai na move kar dia jae?
serious corner mein move tu kar dun par wahan ayain gay Ap??? 2nd Allah ne insna ko itni power di hai k wo sab halaat ka samna akr sake so halaat ko qasoor war tehrana bilkul ghalt hai
kya pehlay ham serious corner mai discussion nahi kartay????
Main nay kab kaha keh insaan halat ko face nahi kar sakta... Halaat ka samna karna yahi karna hai keh ap kisi janay walay ko rok nahi saktay but can keep contact... lekin ap halat ka samna karnay mai yeh nahi kar saktay keh janay walay ko rok lain... Isi tarah Halat ka samna karna yeh hai keh sabar-o-tahamul qaim rakhain... Halat ka samna karnay mai yeh nahi ho sakta keh ap unhain change kar dain...